Hadsay kuch zindagi main aisay b hotay hain Faraz
K log buch to jatay hain mager zinda nahi rehtay
----------
Meray shikwon pay us nay huns kur kaha Faraz
Kis nay ki thi wafa jo hum kurtay
----------
Is shb k mukaddar main sehar hi nahi Mohsin
Daikha hai kui bar chiraghon ko buja kur
----------
TUM HE MERAY MEHBOOB REHTAY TO ACHA THA
MERE ZAAT SAE MANSOOB REHTAY TO ACHA THA
BOHAT ANDERA THA MERAY GHAR K ANGAN MAE
MERAY ANGAN K NOOR REHTAY TO ACHA THA
TUM HE MERAY MEHBBOB REHTAY TO ACHA THA
----------
jise apna samjha wo harjai nikla
mera saya b meri tanhai nikla
jise har roz apna dukh sunatay the hm'' faraz''
wo chand b bus ek tamashai nikla
----------
bari mushkal se sulaaya hai hud ko main ne aaj
apni ankhon ko tere khawab ka laalach de kar
----------
yaqeen hai k to surat agar dikha jaye
mera udas sa jiwan qrar pa jaye
tumhari yad kuch is tarah dill se lipti hai k
jese phool pe kisi titli ko neend a jaye
----------
Hum Dua krtay rahay wo dagha samajhtay rahay
Ek nuktay ne mehram se mujrim bena dia
----------
Mein ne pocha mujh per pehla pather kon uthaay ga.
Awaz aai jis ka to mohsin kehlay ga.
----------
Wafa kaisi kahan ka ishq jab sar phorna thehra
To phir ae sang dil taira hi sang-e-aastan kyun ho
----------
Us Ney Puchha Ye Qayamat Kya Hai
Me Ne Gabra Kar Kaha Ruthh Jana Tera
Mot kehtey Hai Kisy
Jab Us Ne Mujh Se Puchha?
Me Ne Ankhey Jhuka Kar KahaChhor Jana Tera
----------
kuch is tarah sa main apni zindgi tamam kar don
waqt sahir tum ko daikhon aur sham kar don
khawab main abhi koi taray siva dikhai na day
umer bhar ka liya ankhon ko tara ghulam kar don
taray anchal ki khusboo sa mehkain sada meri sansain
aur jitni hain meri sansain sab teray naam kar don
----------
WO SWAB SAMAJH KR HAMARAY DILL K TUKRAY KARTA HAI FRAZ
HUM GUNAH SAMAJH K US SAY GILLA NAHI KARTAY
----------
CHARTAY SURAJ K PUJARI TO HAZAROON HAIN FARAZ
DOOBTAY WAQT HUM NAY SURAJ KO B TANHA DEKHA HAI
----------
Waqt-e-mulaqat us ney murr kr is tarha dekha Faraz
main dil pe hath na rakhta tou dil nikal jata
----------
Log meri Dewangi ko faqeeri samjhty rahy
mai to us ko dekhny ke khatir bheek mangta raha
----------
mia bus ek bar La-jawab hoa!!!
kisi apny ne kaha jub
"Kon Ho Tum"...
----------
kiya dhondh rahy ho tum ab is DiL ke Raakh main
Unwaan jis ka tum thay woh Afsana he jal giya!!
----------
Kuch is tarah se Nazar Andaaz ho gay jaisy
Izafi Harf thay hum teri Zindagi ke kitaab main
----------
aanay lagta hai jub kisi ke rafaqat per sakoon
pher youn hota hai k woh shaks bicher jata hai
----------
Jalte diye k samney jhonka hawa ka deikh kr
Tum kiun udass ho gai ho mosam khizan ka deikh kr
Tum dukhon ke soz ka
Mosamon k rog ka
Dard mat seha kero
Udas mat hua kero
----------
Teri awaz tere roop ki pehchaan hai
Tere Dil ki dharakan mere dil ki jan hai
Na sunu jis roz teri batain
Lagta hai us roz ye jism bhi bejaaan hai
----------
LAZZAT- E -GUNAH KI KHATIR JIS NE HARR DI THE 'JANAAT''
MARI RAGGON MAIN BHE TOU USSI ADAM KA KHOON HAY
----------
itni bhe khud itmaddi zulam hay Fraz
keh ratt bhi kalli aor charagh bhe bhujha hua
----------
Tumhara Naam likh likh ker Mitana bhool jata hoon
Tumhein jab Yaad karta hoon Bhulana bhool jata hoon
Boht si aisi Baatein hain jo Mere Dil mai rehti hain
Magar jab Tum se milta hoon Sunana bhool jata hoon
Tumhare baad ab her Pal bari Mushkil se Kat-ta hai
Mai aksar Tum ko Khuwabon mai Batana bhool jata hoon
----------
Hain Dafan Muj Main Kitne Ronkein Mat Pooch
Ujar Ujar K Jo Basta Raha Wo Shehr Hon Main
----------
Ab To Kaliyun K Tabasum Sey B Dar Jata Hon FARAZ
Muskara Kr Jo Bhe Mila Zakham Gehra De Gaiya
----------
Woh Shakhs Mujhe Pyara He Use Kahna
Wohe Jeene Ka Sahara He Use Kahna
Log Pyare Hain Boat Se Muj Ko
Wo Sab Se Pyara He Use Kahna
Mohabatian, Shikyaten, Adavaten US Ke Sb Muj Ko Gawara Hain Use Kahna
Chahne WAle Or B Hain Lakin
Ye DIL Sirf Tumhara He Use Kahna
----------
Wo jisey samajhta tha zindagi
mairi dharkanon ka faraib tha
Mujhey muskurana sikha k wo
mairi ROOH tak ko rula gaya
----------
Phir sey totey hoey patton ka sahara le kar
Wehshatey dil kisi jugnu sey udhara le kar
Dashtey dunia mein umidon ka kinara le kar
Tujhey yaad karun ik umar dobaara le kar
----------
Us ney b loat k aaney mein umar ganwa di
Jis ko soo baar kaha shaam na honey daina
----------
Aag to lagi hai mera ghar me
bacha hi kia hai
"Faraz"
mene kaha bach gaya hon,
us ne kaha k phir jala hi kia hai
----------
Her Bar Mujhy Wo Ruswa kerty Hain Fary
Bat Bat Per yun Inkaar Kerty Hain
Hum To Us Waqat Se Derty Hain
Khuda Se Hum Sath Unka Per
Sath Chorna Woh Humara Chahain Gain
----------
Palko mein kaid kuch sapne hai kuch begane,kuch apne hai
Na jane kya kashish hai in khyalin mei
kuch log hamse dur hoke b kitne apne hai
----------
Wafa k Qiad Khanu main sazain kb badlti hain
Badlta dil ka mosam hy hawain kb badlti hain
Libadha Orr kr gham ka nikal jaty hain sehra ko
Jawab aay na aay sdaian kb badlti hain
Koi pa kr nibhata hy Koi kho kr nibhata hy
Naiy andaz hoty hain Wafain kb badlti hain
----------
Koi Us Shakhs Sa Dunia main kahan hota hy
Lakh Chehron main jisy dil ny chuna hota hy
Hum Ishaq k Us muqam py hain jahan
Ankh kesi or ko dekhy tu ghunah hota hy
----------
Mohsin to zindagi bhar bas montazir raha
Mohsin ko aaj tak koi mohsin nahi mila
----------
tumhay jo besabab mujhse khafa honay ki addat hai
yeh aghaz-e-judai hai ya andaz-e-mohabbat hai
wafa k rang me dekho jafa achi nahi hoti
kisi say dosti me itni ana achi nahi hoti
faqat kehnay ki batain hain nibhata koun hai kis ko
chalo ab dekh letay hain manata koun hai kis ko
----------
Samajh jaata hoon magar dair sey, mein dao-paich us k,,,
Wo baazi jeet jaata hai, mairey chalaak honey tak,,,
----------
Anna hai tum men b thori bohat ye batana usay
Ab sunay b to mat hal-e-dil sunana usay.
Akele kis se utha hai taluqat ka bojh
Wo tumhen bhool jay to tum b bhool jana usay.
----------
Dukh Main Bhi Ek Sukh Hai Fary
Aj Kal Rehta Hu Inhe Kay Beech
Na Khushi Ke Chah Hai Na Intzar Abh Kisi Kay Any Ka
Must Jeay Chaly Ja Rahy Hain
----------
Ho Wo Kisi Mehfil Main
Ya Wo Ho Tanha Fary
Nazar Aye Door Se
Wo Tanha Mairy Dost
----------
BOONDAIN GIRIEN TO ANKH MA ANSU B A GAY FARAZ
BAARISH KA APKE YAAD SA RISHTA ZAROOR HA
----------
AJEEB SHAKHS HA K MHBT KA DARS B DETA HA
AUR RAH E ULFAT MA CHALNY KO BEKAAR B KAHTY HA.
----------
itni si baat pa dill ki dharkan he rukk gae NAZISH
ik pal jo tassawer kia uskay bina jinnay kaa
----------
tuu baar baar apni wafaon ki kahani na sunaya ker NASISH
hum wafaon k pujari hain kharidaar nahi
----------
Ajeeb Apni Yeh Zindagi hai
Sameto Jitna Bikhar Rahi Hai
Hum Ek Pal Ko Bhi Ji Na Paye
Yeh Lamha Lamha Guzar Rahi Hai
Ajeeb Apni Yeh Zindagi Hai
----------
tum say rishtay toor dain gay ye wada rha shiraz
jism say rooh ka rishta to toot janay do
----------
mana k wohmujh se khafa raha ho ga
wo shakhs mujhay aazma raha ho ga
main ussay otni hishidat se yaad aon ga
woh jis khalos se mujhay bhulata ho ga
----------
zamanay ka swalou ko ma hans ka taal dou lakin
nammi aankhu,n ki kehti hay mje tumm yaad aatay ho
----------
Ye mat samjhna k tum bin bht tanha ho faraz
Aj b meray pas hai tanhai, ansu aur yadein
----------
kon hota hy tery ghum main pareshan mohsin
wo to apni he kisi baat py roya ho ga
----------
yaroon ki muhabbat ka yakeen kar liya
phoolon mein chupaya huwa khanjar nahi daikha
----------
acha tumharay shehar ka asool ho gaya
jis ko galay lagaya woh door ho gaya
----------
mein agar muskara kay unhain daikh loon
qatilon ka irada badal jaye
----------
MERY BEGAIR NAHE HO GI TERE SHNAKHT KABI POORI
TERE ZINDAGI K SATH MERY HAWALY BHT HAIN
----------
ADALAT ISHQ KI HOGI MUQADMA HUSN K HOGA
GAWAHI MERA DIL DEGA MUJRIM TERA PYAAR HOGA
----------
ye shrarat bhara lehja adat he meri
tu yun har baat per num na kya kar aankhen
----------
MUHABBAT K ANDAZ JUDA JUDA SE HAIN SAQI
KISI NE TOOT KR CHAHA AUR KOI CHAH KR TOOT GAYA
----------
meri zindagi to khatam ho gai hay terey janey k baad
bus jee rahi hoon ek terey any ka intezaar karney k liey

No comments:
Post a Comment